Não gostou? Não há problema! Pode devolver os artigos até 30 dias
Não há como errar com um vale de oferta. O presenteado pode escolher qualquer produto da nossa oferta.
Até 30 dias para devoluções
'Parchhaaiyaan' ek kathaa-sangrah hai. Sangrah mein kathaaen va sansmaran hain. Kahaaniyon ke paatra madhyam varga se aate hain. Jivan ke sangharsh mein jujh rahe hain. Abhaav kaa saamnaa karte hue jivan ke rangon kaa aanand le rahe hain. In rangaon mein prem kaa gulaabi va jaddojehad kaa syaah-safed mukhar hai. inmen gaaanv ki mitti ki khushbu hai. rozgaaar ki tlaash men ghr chod kr aae Yuva ka sangharsh hai. Maa - baap ke kashton kaa ehsaas man mein liye sanghrshrat yuva ke nirantar prayaas hain. Bichhde mitra va parichiton ke saath bitey lamhon ko sansmaran ke maadhyam se prastut kiyaa gayaa hai. Samaaj ki visangatiyon ko vyangya ke maadhyam se prastut kiya gaya hai.
Olá! Sou o Libroamiko, o seu conselheiro de livros.
Como posso ajudar?